@gumnam
Ajj sy phir warpcast paar inshallah regular posts krin gy.
Aur sirf aur real content post krin gy inshallah 💕.
Bcz farcaster ecosystem sirf aur sirf real post ko agy promote krta h aur agy boost up krta h.
Harr trh Kee fake post sy parheez krin shukria ❤️🩹